1) shravak ke gun kitne ?
21
2) shravak ke dainik kartavya kitne hai?
6
3) shravak ke vaarshik kartavya kitne ?
11
4) shravak ke paryushan ke kartavya kitne ?
5
5) shravak roj kitne niyamo ko dhaaran karta hai ?
14
6) shravak ko Dono samay kya Karna chahiye ?
pratikraman
7) shravak ko mandir ki kitne aashaatana taalani chahiye ?
84
8) shravak ka kon sa gunsthan hai ?
5th deshvirati gunsthan
9) shravak kis pad ki eccha karta hai ?
sadhu pad
10) shravak ko parva tithi me kya Karna chahiye ?
paushad
11) shravak ko kya karne ke baad bhojan Karna chahiye ?
Atithi samvibhag bhakti
12) shravak ki saamayik kitne minutes ki hoti hai?
48
13) shravak ko kiska shravan Karna chahiye ?
Jinvaani
14) shravak ko kitne anantkaay ka tyag Karna chahiye ?
32
15) shravak ko kitne abhaksh padartho ka tyag Karna chahiye ?
22
16) shravak ke kitne pratima hote hai ?
11
17) shravak ko pratidin shaam ko kon sa pratyakhyaan Karna chahiye?
chauvihaar
18) shravak kitne daya paalata hai ?
savavisava
19) shravak ko kitne bhavanavo ka chintan Karna chahiye ?
12
20) maarganusaari ke gun kitne hai ?
35
21) shravak ko kitne vyasano ka sarvatha tyag Karna chahiye?
7
22) sadhuta ka rasaaswadan karne ke liye shravak ko pratidin kya Karna chahiye ?
saamayik
23) shravak ko apani sampati ka sadupayog kitne kshetra me Karna chahiye ?
7
24) shravak ki pahachan kisse hoti hai ?
Tilak se
25) shravak ke manorath kitne hai ?
3
26) shravak ke anuvrat kitne hai ?
5
27) shravak ke gun vrat kitne hai ?
3
28) shravak ke shiksha vrat kitne hai ?
4
29) shravak ke kul atichaar kitne hai ?
124
30) shravak ko varsh me kul kitne pratikramaan karne chahiye ?
720
Comments
Post a Comment
आपके विचार हमें भी बताएं